Ailaan Lyrics by Arko is the most recent Hindi music song composed by him. Ailaan song lyrics are penned by Arko.
Ailaan Song Detail
Singer: Arko
Composer: Arko
Lyrics by: Arko
Ailaan Lyrics
Aaj is lamha karta hoon wada
Tera khyaal main rakhunga khud se zyada
Ab se har lamha pehla irada
Teri muskaan ki hifazat sabse zyaza
Mere mehboob ka kazidd aaya hai
Uska farmaan padhta hoon
Main yeh ailaan karta hoon
Yeh ailaan karta hoon
Main tujhpe marta hoon
Tujhpe marta hoon
Ikk tere hi daras ka
Intezaar karta hoon
Is ishq ka koi rang nahi
Koi mol nahi, koi jung nahi
Ikraar nahi, izhaar nahi
Khuddaar hai bas bezaar nahin
Rab ka tu noor hai tera sach na main
Sareaam karta hoon
Main yeh ailaan karta hoon
Yeh ailaan karta hoon
Main tujhpe marta hoon
Tujhpe marta hoon
Main yeh ailaan karta hoon
Yeh ailaan karta hoon
Main tujhpe marta hoon
Main tujhpe marta hoon
Ikk tere hi daras ka
Intezaar karta hoon
Ikk tere hi daras ka
Intezaar karta hoon
Ailaan, Arko